- Kutchi Ashram
Transcription
- Kutchi Ashram
SHREE VALRAM CHALISA DOHA Vighna vinashak vandau vardayak ganadaya I Prasanna ho he sharada I guruvar lagu paay II1II Valram var dijiye darshan dijo aap I Odhavram antar vaso jo gunala nit gaay II2II :CHOPAI: Valram vandau vardai , Tumhari krupa manuj tan payi Safal janam karu gunn gai , Aisa var do he vardai Valram jai vijay tumhari , Naam tumhara hai mangalkaari Jo jan let hai sharan tumhari , Dukh mit hi sukh pawat bhari Maat gomati ke tum jaya , Peeta gangji sab mann bhaya Dharama sthapane ko tum aya , Adharama nasavan he gururaya Bhaktajano ke dukh ko harta , Sab jeeva ke tum ho bharta Tum kaaran ho jag ke karta , Satya kahahu prabhu aap akarta Valram var do he daata , Janam safal karu vardaata Tumhare dwaar pe jo jan aata , II1II II2II II3II II4II II5II II6II II7II II8II II9II Sukh paakar mann hi harshaata Shwet vastra urr kafani dhaari , Manahar murat mangalkaari Bhuj pralamab nijajan bhayhaari , II10II Mukh mandal jani madan murarri Karkamal laxmi vardaayak , Tum sam nahi kahu aur sahayak Na hi mein bhakt na hi mein laayak , Tada pi varan karo vardaayak Valram jay jay ho tumhari , Yogeshwar tum saarang dhaari Chakra sudarshan panchjan dhaari , Mitra murari ko gaandiv dhaari Surmuni danuj manuj yash gaate , Ashta siddhi nav nidhi ko paate Aatho prahar tumhare gunn gaate , Bhakti mukti sab sampati paate Vandhay tirath dham suhaye , Kutch ki kirat koti badhaye Bharat ke gunn syranjan gaye , Valram tum yaha pagu dhaye Haridwaar haruhar kar vaasa , Kutchi aashram aap niwaasa Valramji ghat manohar , Gangadhar aroo sapt sarovar Murachban bhoomi mann bhavan , Patitam ko karti ai paawan II12II II11II II13II II14II II15II II16II II17II II18II II19II II20II II21II II22II II23II Murat manohar madan lubhawan , Darshan karte log lugain Paache kshetrapal ati veera , Mitat janma patra grah pida Jaha pad padyo dhanya bhai dharani , Padraj kankan kautik tarani Narayansar tirth manohar , Valramji divya sarovar Jivhan hit bhaye manuj swarupa , Tadapi chinmay brahma swarupa Tum bramha ho vishnu mahesha , Tum sacharachar ho jagdisha Kalyug ke dukh dosh nasawan , Karan aaye patitan ko paawan Valram madhumangal nama , Leela te pragate sukh dhama Dhamdhara poot aap pradaata , Sankat mochan mukti ko daata Daihik daivik bhautik taapa , Mital mul tav cahran patapa Odhavram ke shishya kahaye , Sab shishyan ke mann ku bhaye Gau bramhan santanha mann bhaye , Sadhak sidh suranah gunn gaaye Pret pisach bhoot bhagaye , Ragrog dambh dosh nasaye Sadguru charan sharan jeenha leenha , II24II II25II II26II II27II II28II II29II II30II II31II II32II II33II II34II II35II II36II Sahaj sulbh mukti kar leena Yah chalisa rachyo rachayo , Mai urr antar jaakar paayo Shradha sahit jo sune sunaye , Anayas bhav jal tar jaye Valram prabhu aap gusai , Hari ! das urr raho sadai DOHA Valram gomati sut he I Mati gati more aap , Vaani anya na uchare Jape tumhara jaap GURUVAR VALRAM KI JAY……… GURUVAR ODHAVRAM KI JAI……… BOLO BHAI SAB SANTAN KI JAI , KASHTA BHANJAN DEVKI JAI , GAU MATA KI JAI. JAI ODHAVARAM II37II II38II II39II II40II