Woh Shabe Meraaj Raaj Woh Safe Mehshar Ka Taaj - Noori

Transcription

Woh Shabe Meraaj Raaj Woh Safe Mehshar Ka Taaj - Noori
Woh Shabe Meraaj Raaj Woh Safe Mehshar Ka Taaj
Koi Bhi Aisaa Huwa Tumpe Karooron Darood
Woh Sarware Kishware Risalat Jo Arsh Par Jalwah Gar Hoye Thay
Naay Nirale Tarab Ke Saman Arab Ke Mehman Ke Liye Thay
Bahare Shadiyan Mubarak Chaman Ko Abadiyan Mubarak
Falak Falak Apni Apni Lay Mein Yay Ghur Anadil Ka Boltay Thay
Wahan Falak par yahan Zameen Mein Rachi thi Shadi Machi Thi Dhoomein
Udhar Se Anwar Hanstay Atay Idhar Se Nafhat Uth Rahe Thay
Ye jod padhti thi Unke (Sallallaho alay he wasallam) Rukh ki ke Arsh tak chandni thi chanki
Woh raat kya jag maga rahi thi jaga jaga nasb Ainay thay
Naee Dulhan Ki Phaban mein Kaaba Nikhar Kay Sanwra Sanwar Kay Nikhra
Hajar Ke Sadqay Kamar Ke Ek Til Mein Rang Lakhon Banao Kay Thay
Nazar Main Dulha kay Pyare jalway haya say mehrab sar jhukaaye
Siyah Parday ke moon pe anchal tajalliye zaat e bahat ke thay
Khushi ke badal umad ke aaye diloun ke taoo sirang laaye
Woh naghmae naat ka sama tha haram ko khud wajd arahay thay
Yeh jhooma mizab e zar ka jhoomar ke araha kaan par dhalak kar
Phuwar barsi to moti jhadkar hateem ki gode main bharay thay
Dulhan ki khushboo se mast kapday naseem e gustakh anchaloun say
Ghilafe mushkeen jo udh raha tha ghazaal naafay basa rahe thay
Pahadiyoun ka woh husn e tazeen woh unchi choti woh naaz tamkeen
Sabaaz sabzay pay lehrein aaein dupattay dhani chunay huay thay
Naha ke nehro may woh chamakta libas aabay rawan ka pehna
Ke mouj e jhadiyan ki dhaar lachka hababe taban ke thal takay thay
Purana purdagh malgaja tha uthadiya farsh chandni ka
Hujoom e taaray nigah se koso qadam qadam farsh baadlay thay
Ghubbar Ban Kar Nisar Jaein Kahan Ab Us Rah Guzar Ko Paein
Hamare Dil Hooryoun Ki Ankhein Farishtoun Ke Par Jahan Biche Thay
Khuda Hi Day Sabar Jan Pur Gham, Dikhaoon Kyun Kar Tujhe Woh Alam
Jab Unko (Sallallaho alay he wasallam) Jhurmut Mein Lay Ke Qudsi Jinan Ka Dulha Bana Rahe Thay
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina 2
Utar Kar Unke (Sallallaho alay he wasallam) Ruq Ka Sadqa yay Noor Ka Bat Raha Tha Bada
Ke Chand Sooraj Machal Machal Kar Jabeen Ki Khairat Mangtay Thay
Wohi To Ab Tak Jhalak Raha Hai Wohi to Joban Tapak Raha Hai
Nahane Main Jo gira tha Pani Katoray Taron nay bhar Liye thay
Bacha Jo talwoun ka Unke (Sallallaho alay he wasallam) Dhowan Bana Woh Jannat ka rang o roughan
Jinhoun ne Dulha ki pai Utran woh phool Gulzar Noor Ke Thay
Qabr yeh teh weel e mehr ki thi ke rut suhani ghadi phiray gi
Wahan ki poshak zaib e tan ki yahan ka joda badha chukay thay
Tajalli e Haq Ka Sehra Sar Par Salat o tasleem ki nichawar
Do roya qudsi paray jama kar khaday salami kay wastay thay
Jo Hum bhi wahan hote qak e gulshan lipat ke qadmoun say laitay utran
Magar karain kya naseeb main to yai namuradi ke din likhay thay
Abhi na aaye thay pusht zeen tak ke sar hui maghfirat ki shallat
Sada shafaat ne di Mubarak gunah mastana jhoom tay thay
Ajab na tha raqsh ka chamakna ghazaal dam khurdah sa bhadakna
Shuaayn bukkay uda rahee theen tadaptay ankhon pe saayqay thay
Hujoom ummed hai ghata o muradain day kar inhain hatao
Adab ki bagain liye badhao malaika main yai ghalghalay thay
Uthi jo gard rahay munawwar woh noor barsa ke rastay bhar
Ghiray thay badal bharay thay jal thal umad kay jungal ubal chalay thay
Sitam kiya kaisi mat kati thi qamar woh qak un kay rah guzar ki
Uthana laya ke maltay maltay yai dagh sab dekhna mitay thay
Buraq ke naqsh sum ke sadqay woh gul khilaye ke saray rastay
Mehak tay bul bul lehak tay gulshan haray bharay leh leha rahay thay
Namaz e Aqsa mein tha yahi sir ayan houn mani e awwal aaqir
Kay dast basta hain peechay hazir jo saltanat agay kar gaay thay
Yeh Unki (Sallallaho alay he wasallam) aamad ka dab daba tha nikhar har shay ka ho raha tha
Nujoom o Aflaak jaam o meena ujaltay thay khangal tay thay
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina 3
Naqab ultay woh mehr anwar jalal ruqsar garmiyoun par
Falak ko haibat se tap chadi thi tapaktay anjum ke aablay thay
Yeh joshishe noor ka asar tha ke aabay gohar kamar kamar tha
Safaay rah se phisal phisal kar sitaray qadmoun pe loat te thay
Badha yai lehra kay behre wahdat kay dhul gaya nam-e-raig kasrat
Falak kay tiloun ki kya haqeeqat yai Arsh o Kursi do bulbulay thay
Woh zille rehmat wo rukh ke jalway ke taray chuptay na khulnay patay
Sunehri zarbaft oodi atlas ye than sab dhoop chaoon ke thay
Chala wo sarwe chamaan khuraamaan na ruk sala sidrah se bhi daamaan
Palak jhapakti rahi woh kab kay sab een o aan say guzar chukay thay
Jhalak si Ek qudsiyoun par Aai hawa bhi daman ki phir na paee
Sawari Dulha ki door pohnchi barat main hosh hi gaye thay
Thakay thay Rooh-ul-Ameen Kay Bazoo Chuta woh daman kahan woh pehloo
Rikab chooti ummed tooti nigah e hasrat ke wal walay thay
Rawish ki garmi ko jis nay socha damagh say ek babuka phoota
Khirad ke jangal main phool chamka dahar dahar paidh jal rahe thay
Jilo mein jo murgh e aqal uday thay ajab buray haloun girtay padhtay
Woh sidrah hi par rahe thay thak kar chada tha dam taiwar aagaye thay
Quwi thay murghan e weham ke par uday to udnay ko aur dham bhar
Uthay seenay ki aisi thokar ke khoon e andesha thooktay thay
Suna ye itnay main Arsh e Haq Nay Kaha Mubarak houn taj walay
Wohi qadam khair say phir Aay jo pehlay taj e sharf Teray thay
Yeh sun ke bay khud pukar utha nisar jaoon Kahan Hain Aqa (Sallallaho alay he wasallam)
Phir Unke (Sallallaho alay he wasallam) qadmoun ka paoon bosa yeh meri ankhon ke din phiray thay
Jhuka Tha mujray ko Arsh e Ala giray thay Sajday main bazm e Bala
Yeh ankhain Qadmoun se mal raha tha woh gird e qurban ho rahay thay
Ziyaein kuch Arsh par yeh Aain ke sary khandilain jhil milaeen
Huzoor khursheed kya chamaktay chiragh moon apna dekhtay thay
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina 4
Yahi saman tha ke Paik e Rehmat qabar yeh laya ke Chaliye Hazrat ( sallallahu alai hi wa sallam)
Tumhari (Sallallaho alay he wasallam) Khatir Kushadah hain jo Kaleem par band rastay thay
Badh Aye Muhammad (Sallallaho alay he wasallam) qareeb ho Ahmed (Sallallaho alay he wasallam) Qareeb Aa
Sarwar e Mumajjad (Sallallaho alay he wasallam)
Nisar Jaoon yeh kya sada thi yeh kya saman tha yeh kya mazay thay
Tabarak Allah Shan Teri Tujhi ko zaiba hai bey niyazi
Kahin to woh josh e Lan Tarani kahin taqazay wisal kay thay
Khirad say keh do ke sar jhukalay guma se guzray guzarnay walay
Paday hain yan khud jihat ko lalay kisay bataay kidhar gaay thay
Suragh een o mutaa kahan tha nishan kaif o ila kahan tha
Na koi rahi na koi sathi, na sang e manzil na marhalay thay
Udhar say peham taqazay aana, idhar tha mushkil qadam badhana
Jalal o haibat ka samna tha, Jamal o Rehmat ubhaarte thay
Badhay to laikin jhi jhaktay dartay haya se jhuktay adab se ruktay
Jo khurb Unhi ki rawish pe rakhtay to lakhon manzil kay faslay thay
Par un ka badhna to nam ko tha haqeeqatan fayll tha Udhar Ka
Tanazzuloun main taraqi Afza dana tadalla kay silsilay thay
Huwa yeh aqir ke ek bajra tamawwuje behr hu mein ubhra
Dana ki godi main Unko (Sallallaho alay he wasallam) laykar fana ke langar uthadiye thay
Kise mile ghat ka kinara kidhar se guzra kahan utara
Bhara jo misl e nazar tarara woh apni ankhon se khud chupay thay
Uthay jo khasr e dana ke parday koi khabar day to kya khabar day
Wahan to jahi nahin doi ki na keh ke woh bhi na thay aray thay
Woh bagh kuch aisa rang laya ke ghuncha o gul ka farq uthaya
Girah mein kaliyoun ki bagh phoolay guloun ke tukmay lagay howay thay
Muheet o markaz mein farq mushkil rahay na fasil khutoot e wasil
Kamaanain Hairat mein sar jhukaay Ajeeb Chakkar mein dairay thay
Hijab uthnay mein lakhon parday har ek parde mein lakhon jalway
Ajab ghadi thi ke wasl o furqat janam ke bichday galay milay thay
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina 5
Zabanain sukhi dikha kay mojain tadap rahi theen ke pani paein
Bhanwar ko ye zauf tishnagi tha ke halqay aankhon main padgaay thay
Kaman e Imkan kay jhootay nukhto tum Awwal Aakhir kay phair main ho
Muheet ki chaal say to pucho kidhar se Aaye kidhar gayay thay
Udhar say theen nazr e sha namazain idhar say inam e Khusrawi main
Salam o Rehmat kay har gundh kar Guloo ay Pur Noor main padhay thay
Zaban ko Intizar e Guftan to Gosh to hasrate Shuny dan
Yahan jo kehna tha keh lya tha jo bat sun ni thi sun chukay thay
Woh Burj e batha ka mah para behisht ki sair ko sidhara
Chamak pe tha khuld ka sitara ke is khamar ke Qadam gaye thay
Suroor Maqdam Ki Roshni thi ke tabishoun say mahay Arab Ki
Jinan ke Gulshan thay jhad farshi jo phool thay sab kanwal banay thay
Tarab ki nazish ke han lachakiay adab woh bandish kay hil na sakiye
Yay joshe ziddayn tha ke poday kasha kashay arrah kay talay thay
Khuda ki khudrat ke chand haq kay karodoun manzil main jalwah kar kay
Abhi Na taroun ki chaoon badly kay noor kay tadkay Aa liye Thay
Nabi e Rehmat ( sallallahu alai hi wa sallam) Shafi e Ummat Raza pay Allah ho Inayat
Usay bhi in khal atoun say hissa jo khas Rehmat kay wan batay Thay
Sanaay Sarkar ( sallallahu alai hi wa sallam) hai wazeefa qubool e Sarkar ( sallallahu alai hi wa sallam)
hai Tamanna
Na Shairi ki hawas na parwa rawi thi kya kaisay qafiyay thay
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina 6
Ya Jameelo Ya Allaho Ya Qareebo Ya Allaho
Ya Ajeebo Ya Allaho Ya Mujeebo Ya Allaho
Ya Raoofo Ya Allaho Ya Maroofo Ya Allaho
Ya Mannano Ya Allaho Ya Dayyano Ya Allaho
Ya Burhano Ya Allaho Ya Sultano Ya Allaho
Ya Musta-aano Ya Allaho Ya Muhsino Ya Allaho
Ya Muta-aali Ya Allaho Ya Rahmano Ya Allaho
Ya Raheemo Ya Allaho Ya Haleemo Ya Allaho
Ya Aleemo Ya Allaho Ya Kareemo Ya Allaho
Ya Jaleelo Ya Allaho Ya Majeedo Ya Allaho
Ya Hakeemo Ya Allaho Ya Muqtadiro Ya Allaho
Ya Ghafooro Ya Allaho Ya Ghaffaro Ya Allaho
Ya Mubdiyo Ya Allaho Ya Rafeyo Ya Allaho
Ya Shakooro Ya Allaho Ya Khabeero Ya Allaho
Ya Baseero Ya Allaho Ya Sameeo Ya Allaho
Ya Awwalo Ya Allaho Ya Aakhero Ya Allaho
Ya Zahiro Ya Allaho Ya Batino Ya Allaho
Ya Quddooso Ya Allaho Ya Salamo Ya Allaho
Ya Muhaimeno Ya Allaho Ya Azeezo Ya Allaho
Ya Mutakabbiro Ya Allaho Ya Khaliqo Ya Allaho
Ya Waleeyo Ya Allaho Ya Musawwiro Ya Allaho
Ya Jabbaro Ya Allaho Ya Hayyo Ya Allaho
Ya Qayyumo Ya Allaho Ya Qabizo Ya Allaho
Ya Basito Ya Allaho Ya Muzillao Ya Allaho
Ya Qaweeyo Ya Allaho Ya Shaheedo Ya Allaho
Ya Moti Ya Allaho Ya Maneo Ya Allaho
Ya Khafizo Ya Allaho Ya Rafio Ya Allaho
Ya Wakeelo Ya Allaho Ya Kafeelo Ya Allaho
Ya Zaljalale Wal Ikrame Ya Allaho Ya Rashedoo Ya Allaho
Ya Sabooro Ya Allaho Ya Fattaho Ya Allaho
La Ilaha Illa Anta Subhanaka Inni Kunto Minaz Zalemin,
Wa Sallallaho Ta-aala Ala Khare Khalqehi Muhammadenw-wa Aalehi wa Asha-behi
ajmaeen Berahmateka Ya Arhamar Rahemeen.
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina 7
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina 8
Dua's
Allahum-maghfirli dhanbi kullahu,diqqahu,wajillahu, wa awwa-lahu, wa aakhirahu
wa 'ala-niyyatu wa sirrahu
Allahumma inni a'udhu bika bi ridaaka min sakhatika, wa bi mu'a-faatika min oqu-batika,
wa a'udhu bika minka, la uhise thanaa'an 'alaiyka anta kama ath-naiyta 'ala nafsika
Allahumm-maghfirli, war hamni, wahdiniwajburni, wa 'aafini, warzuqni, wara'ni
Allahumma a'inni ala dhikrika, wa shukrika wa h usni iibaad-at'ika
Allahumma inni a'udhu bika minal-bukhli, wa a'udhu bika minal jubni, wa a'udhu bika
min an urada ilaa ar dhalil-'umri, wa a'udhu bika min fitnah-tid-dunya wa 'adhaabil-qabri
Allahumma inni as'alukal-Jannah, wa a'udhu bika min an-naar.
Allahhumma inni as'aluka Ya Allahu bi annakal-Wahidul Ahadu Samadul ladhi,
lam ya-lid wa lam-youlad, wa lam yakullahu kufwan Ahad, an taghfira-li dhunuubi innaka
Antal-Ghafoorur-Raheem.
Allahumma 'aafini fi badani, Allahumma 'aafini fi sam'i, Allahumma 'aafini bi basri
Allahumma anta Rabbi la ilaha illa Ant. Khalaqtaani wa ana 'abduka wa ana 'ala
ahdika wa wa'dika mastata'at. Audh bika min sharri ma sana't. Abu'u laka bi ni'matika
'alayya wa'bu'u bidhanbi faghfirli fa innahu la yaghfirudh-dhunuba illa ant.
Allahumma ajirni min an-naar
Allahumma inna nas'aluka ridhaka wal-Jannahata
Allahumma ahdinil-Ahsanil-ahlaqi, fa'innahu la yahdil-ahsaniha, illa anta, wasrif 'ani
sayi'aha la yasrifu 'anni sayi'aaha illa anta
Allahumma inni as'aluka fi'lalkhairati, wa tarkal-munkarati, wa hubbal-massakeeni,
wa idha ardta bi'ibaadika fitnahan faaqbidni illaiyka ghaira maftunin, bi Rahmatika,
Ya ar-Hammar-Rahimeen.
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina 9
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Malik ul Qudoos
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Aziz ul Jabbar
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Rauf ur Raheem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghafoor ir Raheem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Kareem il Hakeem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qawi il Wafi
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Lateef il Khabeer
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Samad il Ma'bood
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghafoor il Wadood
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Wakeel il Kafeel
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Raqeeb il Hafeez
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Daem il Qaem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Muhi ul Mumeet
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hayyul Qayyum
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khaliq il Baari
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ali il Azeem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Wahid il Ahad
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Momin il Muhaimin
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Haseeb is Shaheed
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Haleem il Kareem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Awal il Qadeem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Awal il Akhir
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Zahir il Baatin
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Kabeer il Muta'al
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qazi il Hajaat
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Rehman ir Raheem
La Ilaha Illal Laho Subhana Rabbil Arshil Azeem
La Ilaha Illal Laho Subhana Rabbi al Aala
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Burhan il Sultan
La Ilaha Illal Laho Subhan As Sami il Baseer
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Wahid il Qahaar
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Aleem il Hakeem
La Ilaha Illal Laho Subhan As Sattar il Ghafaar
La Ilaha Illal Laho Subhan Ar Rehman id Dayyan
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Kabeer il Akbar
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Aleem il Allam
La Ilaha Illal Laho Subhan As Safi il Kaafi
La Ilaha Illal Laho Subhan Azeem il Baqi
La Ilaha Illal Laho Subhan As Samad il Ahad
La Ilaha Illal Laho Subhana Rabil Arde Was Samaaey
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khaliq il Makhlook
La Ilaha Illal Laho Subhana Man Khalaq al Laile Wan Nahaar
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khaliq ir Razzaq
La Ilahha Illal Laho Subhan Al Fattah il Aleem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Azeez il Ghani
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghafoor is Shakoor
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Azeem il Aleem
La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Mulke wal Malakoot
La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Izzate wal Azmate
La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Haibate Wal Qudrate
La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Kibriya é wal Jabaroot
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina
10
La Ilaha Illal Laho Subhan As Sattar il Azeem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Alim il Ghaib
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hameed é wal Majeed
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hakeem il Qadeem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qadir il Sattar
La Ilaha Illal Laho Subhan As Sami il Aleem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghani il Azeem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Alam is Salam
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Malik in Naseer
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghani ir Rahman
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qareeb il Hasanaat
La Ilaha Illal Laho Subhan As Saboor is Sattar
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khaliq in Noor
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghani il Mojiz
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Fadil is Shakoor
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Ghani il Qadeem
La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Jalal il Mubeen
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Khalis il Mukhlis
La Ilaha Illal Laho Subhan As Sadiq il Waed
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Haq il Mubeen
La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Quwatil Mateen
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qawi il Aziz
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Allam il Ghoyoob
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hayyil la Yamoot
La Ilaha Illal Laho Subhan As Sattar il Ayoob
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Musta'an il Ghafoor
La Ilaha Illal Laho Subhana Rabbil Alameen
La Ilaha Illal Laho Subhan Ar Rehman is Sattar
La Ilaha Illal Laho Subhan Ar Raheem il Ghafaar
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Azeez il Wahab
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qadir il Muktadir
La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Ghufran il Haleem
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Malik il Mulk
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Bari il Musawwir
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Aziz il Jabbar
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Jabbar il Mutakabbir
La Ilaha Illal Laho Subhan Allahi Amma Yasi Fun
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Qudoos is Subooh
La Ilaha Illal Laho Subhana Rabbil Malaekati war Rooh
La Ilaha Illal Laho Subhana Zil Ala é wan Na'ama é
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Malik il Maqsood
La Ilaha Illal Laho Subhan Al Hannan il Mannan
La Ilaha Illal Laho Adam Safi Ullah
La Ilaha Illal Laho Nooh é Naji Ullah
La Ilaha Illal Laho Ibrahim Khalil Ullah
La Ilaha Illal Laho Ismael Zabi Ullah
La Ilaha Illal Laho Musa Kaleem Ullah
La Ilaha Illal Laho Dawood Khalifa Tullah
La Ilaha Illal Laho Isa Rooh Allah
La Ilaha Illal Laho Muhammad Ur Rasool Allah Wa Sallal Laho Ala Khairi Khalkihi Wa
Noori Arshi Hi Afdalil Ambiya Hi Wal Mursaleena Habeebina Wa Sayyidina Wa Sanadina
Wa Shafi Ina Wa Maulana Muhammadin Wa Ala Aalihi Wa Ashaabihi Al Muntajabeena
Bi Rehmatika Ya Ar Hamar Raheemin
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina
11
Kanzil A'zam
Allahummaj'al afdhala salawaatika abadan
Wa anmaa barakaatika sarmadan
Wa azkaa tahiyyaatika fadhlan wa 'adadan
'Alaa Ashrafi'l haqaaiqi'l insaaniyyah wa'l jaanniyah
Wa majma'id daqaaiqi'l Imaaniyyah
Wa Turi't Tajalliyyaati'l Ihsaaniyyah
Wa mahbati'l Asraari'r Rahmaaniyyah
Wa 'Arusi'l mamlakati'r Rabbaaniyyah
Waasitati 'Iqdi'n Nabiyyeena
Wa muqaddami jayshi'l Mursaleena
Wa Qaaidi rakbi'l Awliyaa-i wa's Siddeeqeena
Wa afdhali'l khalaaiqi ajma'eena
Haamili liwaai'l 'Izzi'l A'laa
Wa maaliki azimmati'l majdi'l asnaa
Shaahidi asraari'l azali
Wa mushaahidi anwaari's sawaabiqi'l awwali
Wa tarjumaani lisaani'l qidami
Wa manba'il 'ilmi wa'l hilmi wa'l hikami
Wa madh-hari sirri'l wujudi'l juz'iyyi wa'l kulliyyi
Wa insaani 'ayni'l wujudi'l 'ulwiyyi wa's sufliyyi
Ruhi jasadi'l kawnayni
Wa 'ayni hayaati'd-daaraini
Al mutahaqqiqi bi a'laa rutabi'l 'ubudiyyati
Wa'l mutakhalliqi bi akhlaaqi'l maqaamaati'l istifaaiyyati
Al Khalil-i'l A'zam
Wa'l Habib-i'l Akram
Sayyidina wa Mawlana wa Habibina
Muhammad ibni 'Abdillah ibni Abdi'l Muttalib
Sallallahu 'alaihi wa 'alaa aalihi wa as'haabihi
'Adada ma'lumaatika
Wa midaada kalimaatika
Kullamaa zakaraka wa zakarahu'z zaakirun
Wa ghafala 'an zikrika wa zikrihi'l ghaafilun
Wa Sallim tasleeman daaiman kathiraa
NNede
.I.S. Nederlandse Islamitische Sociëteit Noori Mosque
Maslak é Ala Hazrat Djamaat van Nederland
Noori Pagina
12