Lyrics - FAME Productions
Transcription
Lyrics - FAME Productions
Baithe Baithe Akele [baithe baithe akele ye man kehta hai aankhon se sapnon ka jaise rishta hota hai mera bhi koi na koi yaar saaya ho jo mujhme bhi utna hi samaaya ho (jitna main uska hoon utna hi wo mera ho) - 2] x 2 aakash pe saat rang leke - 2 ho jab brush koi phere, (man me ho hulchul mere) - 2 ke baarish na ho ab savere kaash aaina sa humne bhi paaya ho taake ambar se chhooti boondein na zaaya ho (jitna main uska hoon utna hi wo mera ho) - 2 parvaton pe thandi barf baithe - 2 ho jab aur dhoop chhoole haule, (dil me mere hindole) - 2 nadiya me naiya dole patvaar koi ho jisne humko maana ho paar le jaaye jahan humko jaana ho (jitna main uska hoon utna hi wo mera ho) - 2 baithe baithe akele ye man kehta hai….mera ho Suno Tum Zara jaane kahan se awaazein aati hain mujhe apne pass bulaati hain jaane kis or kheench le jaati hain na meri sunti hein naahi kuch batlaati hain suno tum zara apne dil ki woh baatein jo tum se shuru hoke mujh pe khatam hein zara paas aao to tum ko bata dein yeh faasla bhi to mehaj ek kadam hai suno tum zara.....jo tum…. meri justujoo jaane kaun sunega? mere sapnon ko kaun apna kahega? mere pass hamesha kaun rahega ? kiske liye main chalungi, kaun mere liye chalega? sabhi ko mohabbat hai, kisi na kisi se meri waisi chahat hai, teri har khushi se tujhe dekh kar meri hoti sehar hai yeh teri pehli nazar ka asar hai waqt ki saari aa doori mita dein rishta tujhi se mera, meri yeh kasam hai suno tum zara.....jo tum…. Koi har din sapnon mein aata hai ek dhundla sa saaya, mujhe har din sataata hai sharmaata hai, khud ko chhupaata hai, kuch kehna chahta hai shayad par kehne se itraata hai tere khwabon mein tere hai samne jo tujhe umr bhar aayega thamne woh zara gaur se dekho us ajnabi ko abhi to lauti ho milke ussi ko rakhna na dil mein tu saari sadayein zaban tak na laana bhi to ek sitam hai suno tum zara.....jo tum… zara paas… Meethi Meethi Aankhein meethi meethi aankhen teri mujhko behlaati hein bhar ke fizaon mein khushboo tere pass laati hein o, o meethi meethi aankhen teri …. [Aisa hua tha kya, tune raat mein, dekha chaand bataasha dekh ke ab tujhe, dil yeh mera, karne laga tamaasha] x 2 [dekh ke jaadu, hoke bekaabu] x 2 meri saansein bhi gaati hein.. ab meethi meethi aankhen teri …. bhar ke… [Aisa hua tha kya, bheegi nigahein, chhuke barkha ki misri geeli si palkon ke, ab peeche, bheeni si nazrein teri] x2 [jaise nasha tu, har jagah hai tu] x 2 aarzoo bhi sunati hai ab meethi meethi aankhen teri …. bhar ke… Ram Bachao Mohe ram bachao mohe siya bachao-2 duvidha mori zara tum suljhao ram bachao mohe siya bachao meri saari raahein, ghoom phirke tere aa gayi aage yeh jazbaati chahein, dar ke maare tujhse door bhaage ek lamha tujhko maange ek lamha kar ulti taangein [bhaage tujhse door bhaage par ghoom phirke phirse aa jaaye tere aage] x 2 ram bachao…… duvidha mori…. ram….. [doston ki baat sunke main jazbon mein saans bharke main chakkar tere kaatun jaise phool pe bhanwara] x 2 tere pass na chubhte kaante naa hi padte hein chante par phir bhi dil tujhse door bhaage aur ghoom phirke phirse aa jaaye tere aage bhaage tujhse door bhaage par ghoom phirke phirse aa jaaye tere aage ram bachao…… duvidha mori…. ram….. [dhoop waale khwab bunke main tim tim taaron ki chunke main tujhpe main chha jaaun jaise dharti pe chanda] x 2 teri hansi mujhe bulaye manchahe sapne dikhaye par phir bhi dil tujhse door bhaage aur ghoom phirke phirse aa jaaye tere aage bhaage tujhse door bhaage par ghoom phirke phirse aa jaaye tere aage ram bachao…… duvidha mori…. ram….. Ishq Udati Ho guzro na guzro, tum meri gali se par, ishq udaati ho kyun? soyi si, khoyi si, surkh deewaron ko, phirse jagaati ho kyun? tujhko kya haq hai dhooli, intein tu sarkaaye aanchal udaake inke armaan kyun mehkaaye guzro.. soyi si…. [wallah kya kahein, tujhko mil gaya hai hunar baagi ban jaata hai mann, dekh tujhe ek nazar] x 2 bikhri zulfein, hain kasam se abr ke patle patle dhaage us maah pe kaari palkein, hai sitam de khidkiyaan karke band meri har chaah ke [ufuq kya kare, dhoke mein sab hein idhar jo dil se dil ko milaye woh jaane hai kidhar] x2 aadha jalke, raet tarase neeche dabake thande thande jhonke aah ke thoda rukke, thoda chalke kab jaane barsegi yeh barkha meri raah pe guzro… soyi si… tujhko kya…. Naadan Hai Dil hey hey hey…. a ha ha…. uthate hi subah, dekhna chaahe dil chehra mere oo khuda, sun mera raaz yeh gehra chaahe dil jisko, woh jisko chahe woh main hoon ke nahi, koi bataye main tadapta rehta hoon, yun raat bhar aahein bharta rehta hoon, yun raat bhar sach hi to hai naadan hai dil, veeran hai dil, jeena mushkil, hai uske bina naadan hai dil. khidki pe hoti hai, nazron ki anban bijli kadakti hai tharrata hai mann dil hi dil mein hoti guzarish dil hi samjhaata hai karta sifarish ruk ruk ke khudko main aage badhaun hamesha ki tarah phir peeche bulaun Sach hi to hai….naadan…………..hai dil. darne laga hai aks se yeh dil paagal sa koi shaks hai yeh dil khauf hai khudka na karde yeh galti hai ashk bahata jo woh nahi milti dil ke hi jaal mein, dil phas gaya hai jubse se us hoor se dil bandh gaya hai Sach hi to hai….naadan hai………..dil. Uthate hi subah……. chahe………………….naadan hai dil. hey hey hey…. a ha ha….